Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kiya quran pak main kahen aaisa likha hai k hazor pak (p.b.u.h) ny farmaya hai k jis ka maula main mere baad ali us ka maula hai? ???  
Answer Ager ap ki muraad ye hai ke ye alfaaz Quraan main hain ya nahi? to jawaab hai ke ye alfaaz Quraan Majeed main mojood nahi hain. Or ager ap ki muraad ye hai ke Quraan Majeed ne is ka hokum diya hai ke nahi? To jawaab ye hai ke Quraan e Majeed ne is ka kukum diya hai is terhan ke ye hadees ulama ke dermiyaan yaqeeni tor per Muhammad(s.a.w) ne farmaae hai, or Quraan e Majeed farmaata hai ke ager tum allah se muhabbat karte ho to mere(s.w.a) hokum ki takmeel karo to pas samaj aata hai ke ager tum ALLAH TAALA se muhabbat karte ho to ALI (a.s)mula tasleem karoo.(Ref : sura e aal e imraan , aayat # 3 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.