Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name seestani sahab 
Question salam mera sawal ye hai ki mujhe shak bht zayada hota hai. her waqt najasat ka shak hota rehta hai is wajah se na namaz sahi hota hai aur na hi nazar neyaz aur majliso matam her waqt lagta hai kuch najast kharij ho rahi hai. namaz padte waqt ho ya u hi din bhar rahe. bht pareshan ho gae hai plz shak door krne k liye btaey ki kya kre . kya istikhara dekh skte hai ki namaz pade agar kuch shak hoto behter aae to pade wrna paak ho k phr pade . hum aksar yahi krte hai kyuki aur koi rasta hme samajh nahi aata . her wqat naha to nhi sakte . plz reply fast aur aaj kal ramzan me bht shak badh gaya hai . na amaal sahi se ho pate hai na namaz plz help .meri shadi ho gai hai mere shauhar ko bilkul b shak nhi hota hai wo her waqt pak rehte hai plz hme b kuch btaey ki hum b shak na kre . m hu to up ki bt ab shauhar k sath dusre jagah hu isse koi farq to nhi padta . plz reply  
Answer 1) Agar kise paak cheez k bare me shak ho k najis hogae hai ya nahe to wo pak hai. Aur tehqeeq karna bhi zarori nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 117) 2) Agar kise taharat o nijasat k maamle me shakki mizaaj shaks ki ye halat ho jaay k ise kise chease k pak hone ka yaqeen na aay agar wo shaks us chease ko mamool k mutabiq dhole to kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 223). 3) Agar koe shaks shak kare k us ka wuzu batil hoa hai ya nahi to ise ye samajna chahay k os ka wuzu baqi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #299 ) ) 6) Agar namaz k salam namaz k baad shak kare k us ne namaz sahi perhi hai ya nahi to wo apne shak ki perwa nah kare. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1166) Hazrat Imam Ali Raza (a.s) say marwi riwayaat k mutabiq zawal k waqt 150 martaba  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.