Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AOA.SIR ager banday per 12/13 lack qarz ho.aur us k pass 12/13 tolay gold be ho.to aya us per zakat farz hai ya nahi. 
Answer Sonay aur chandi per zakaat os surat me wajib hoti he jab wo dhalay huay sikkoon ki surat me hoon aur in k zariay lain dain ka rivaj ho. Laikin agar lain dain ka rewaaj khatam ho chukka ho to zakaat ada karna wajib nahe hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1864) Agar khums aur zakaat kise k zime wajib ho aur wo maqrooz bhi ho aur in sab ki adaigi nah kar sakta ho to agar wo maal jis per khums ya zakaat wajib ho chuki ho khatam naho ghaya ho to zarori hai k khums aur zakaat de aur agar wo maal khatam hogaya ho to zakaat , khums aur qarza ada kare. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1949 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.