Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AOA.jo banda roza na rakh sakta ho bemari ki waja say to kiya kerna chaheay.main es mislay ke waja say boht upset houn.  
Answer Jis shaks k lye roza rakhna sadeed takleef ka bais ho is per roza rakhna wajib nahe hai laikin zarori hai khar roze k badle 750 gram gandom ya roti waghera faqeer Agar koi bemari ki waja se ramzaan k roze na rakhe aur us ki bemari aainda ramzaan tak lambi ho jaay to jo roze us ne na rakhe hoon un ki qaza wajib nahi hai aur zarori hai k har roze k leye 750 gram gandom ya roti waghera faqeer de. Agar insaan ka maraz chand saal lamba ho jaay to zarori hai k tandorus ho jane k baad aakhari ramzaan k chutey hoe rozo ki qaza baja lahe aur is se phele saloo k mahino k har din k leye750 gram gandom ya roti waghera faqeer de . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1696, 1674,1678 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.