Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani(d.b) 
Question mayri wife ko raat may haiz shoro ho wah . par boohat hey alka sah. aur aus nay yah soch k roza raak liya k aabi poori tarah say haiz nahi ho wah hai... aap say poch nah yah hai k kiya aasey halath may aus ka roza ho gah yah nahi ? 
Answer 1)Din me (roze ki halat me ) haiz (menses) ka khoon ajaay to agarche ye khoon maghrib k kareeb hi q na aaye is ka roza batil hai. 2)haiz k halat me wo roza nahe rakh sakte hai. 3)Ramzan k wo rozay jo kisi aurat nai haiz ki wajah sai na rakhay hoon zaroori hai k un ki qaza karay . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1612, 448, 459 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Aurat k lye halat haiz me namaz perhna aur roza rakhna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 448)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.