Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name suhar ke bare me 
Question mere suhar bina meri ijazat har maheene jamaat me chale jate hai ham rokte hai kunki hum rah nahi paate akele dar bhi jaate hain kabhi kabhi magar woh meri ek nahi sunte kahte hain kya hum tumhare kahne rukenge kya ye sahi hai jabki hamne suna hai ki biwi ko raazi karke jaana cahiye jawab de  
Answer Biwi ki giza, libas, rehaish aur zandigi ki baqi zarooriat ka intezam shohar par wajib hai. Sohar apni jawan biwi sai 4 mahinay sai ziada muddat(time period) k lie hambistari(intercourse) tark nahi kar sakta magar ye k(except) hambistari os k lie nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski biwi khud 4 mahinay sai ziada muddat k liay hambistari tark karnay par razi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota). Update on dated 21-11-2015. (tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2376-78,2382). Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.