Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalamu Alaykum Jab ham Etekaf me bethte he to kisise b baat karsakte he Or etekaf me kinkin chijo ka khayal rakhna chahiye  
Answer Aitekaaf me batain kar sakte hai.Wo cheez jo aitekaaf karne wale ko chorhna zarori hain :1) jima ,2) ehteyat e lazim ki bina per istimna (mani kharij karna) 3) har qism ki khushbo soongna 4) khareedo forokht karna 5) dosero per fouqiyat jatane k liye deen ya dunyawi kaam me jagharhna. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg: # 481) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.