Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question salam Q: kia khums mahana salary milty hi nikala ja sakta hai , jabky maloom ho ky maheeny ky bad kuch bach nahin paaey ga?? is liye salary milty hi nikal diya jaey?? 
Answer Saal k duraan jis waqt bhi kisi shaks ko munafa mile wo is ka khums de sakta hai aur us k liay ye bhi jaiz hai saal katam hone tak is khums ki adaigi tak takheer kar de. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1736) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.