Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question ziyarat IMAM HUSAIN A.S apne marhoomin ko bakhsh sakte hain 
Answer Esaal e sawaab darhaqi’qat khuda ki baargaah me is baat ki aarzoo karna he k jo sawaab k tayhait wo(allah) ata kar reha he osay us k badle kisi aur ko ata kar de. Is etibaar se ye bhi aam duaoon ki tarah aik dua he jo k jaiz he. Is ke lie kisi khaas naiki ki zarorat nahi he,balkeh pichlay amaal k hawalay say bh esaal e sawaab kia jasakta hay,(maslan ziaraat e Imam Hussain a.s.) ( mujtahid se pochey gay sawalat , part # 1 , ques # 199 , pg # 94). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.