Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name suni 
Question agar rozy main mooh se khoon nikal aye aur tora buhat ap k halq se neeche b chale jaye(zaiqa mooh main aa jaye)tou kya rooza toot jata hai  
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Agar galti say khoon ander chla jaey tu roza batil nahi hota. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #1556). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.