Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name khan 
Question assalam walaikum sir, mera ek frnd jo shadi shuda hai. Abhi 1 saal pahle shadi hui hai. Pichhle kuchh din pahle usne apni wife ko phone pe kisi ladke se baat karte suna aur fir pata chala ki uski wife shadi ke pahle uss ladke se uske jismani talluqaat they wo kabhi pregnent bhi ho chuki thi. Ye baat sun kar mera frnd bahut pareshan hai. Yahan mai ye bhi bata doo ki uski wife ab uss ladke se baat nahi karna chahti hai. "Lekin mere frnd ne yah baat sun li" iss baare me uski wife nahi jaanti. Ab usse kya karna chahiye wife ko bata dena chahiye ya nahi. Yah soch kar ke mera frnd bahut zyada pareshan hai mujhe lagta hai ki usse kahi kuchh ho na jaaye. Pls sir jitna jaldi ho sake bata dijiye sir bahut meharbaani hogi. Shukriya. 
Answer Us k shohar ikhtiyar hai jo chahe fesla kare , lekin agr uski wife k ab bhi kisi k sath is qism k taluqat he to phir us k shohar k liye behtar ye hi hai usko talaq dede. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2367).Update on dated 08-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.