Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sunni 
Question Aitikaf ke duran gusal (Bath) ke bare main kya hukm hai? Koi pabandi hai ya jab dil chahe gusal ker sakta hai? 
Answer Aitikaf ki shart ye hai k musalsal isi masjid mai rehna chaheay jis masjid mai aitikaf start kia tha. Lehaza agar koi shakhs masjid sai nahanay k lie bahir nikal jae to aitikaf batil ho jae ga laikin ghusl e janabat k lie agar masjid mai ghusl ka intezam nahi hai to ghusl e janabat k lie masjid sai nikl sakta hai aur ehtiyat e lazim ye hai k masjid sai niklay to qareeb taren rasta ikhtiar karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 5 aitikaf)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.