Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ghusal janabat 
Question Ager foot pay bangage ho to or wo na utari ja skay to ghusal kaysay ho ga 
Answer Ghusal miyat k ilawa tamaam kisam k ghusalo me jabira (wo chease jis se zakam ya toti hohi haddi bandi jati hai aur wo dawa jo zakam ya aise hi kise cheese per lagaai jati hai jabira khelati hai.) wazu ki tara hai laikin ehteyate lazim ki bina per zarori hai k ghusal ko tertibi tariqe se anjaam diya jaay (yani phele sar o qardan dhoi jaay per baqi jasam dhoya jaay) aur agar badan per zakam ya phora ho to insaan ko ghusal ya tayamum ka ikhteyaar hai . agar wo ghusal ko ikhteyaar karta hai aur zakham ya phore per jabira na ho to ehteyat mustahab ye hai k zakam ya phore per pak kapra rakhe aur is kapre k upper masa kare .agar badan ka koi hissa tota hua ho to zarori hai k ghusal kare or ehtiyatan jabira k uper bhi masa kare aur agar jabira per masa mumkin na ho ya jo jagha toti hoi ho wo khole ho to tayamum karna zarori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 338) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.