Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name zohain 
Question Quran e pak mai sajda sahu ki tadaad kitni hy or kin kin surtoun mai hy...? 
Answer Sora Sajda Ayat No.15,Sora Fussilat Ayat No.37,Sora Wan-najam Ayat No.62,Sora Alaq Ayat No.19 hain me quran k wajib sajde hai jin ko agar insaan parhe ya sune tu ayat khatam hone k baad foran sajda karna zarori hai aur agar sajda karna bhool jaay to jab bhi yaad aye sajda kare. han agar ayat sajda gher ikhteyari halat me sune to sajda wajib nahi hai. agarche behter ye hai k sajda kiya jaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1080 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.