Answer |
Istemna krna haram hai yani hath sai mani nikalna haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)
Imam Jafar e Sadiq a.s. nai farmaya hai k qayamat k din khuda 3 qism k logo sai kalam nahi karay ga jin mai sai aik wo shakhs hai jo istemna karta ho ga. (Ref :Muharammat e islam pg # 337)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|