Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aayatullah sistani 
Question aoa janab mai bahut tension mai hoon mai poori detail de ra hoon sir mai n jo gunah kiye apni nasamji mai unki mai ne Allah se dua ki kasam khakr k ab ye gunah ni karunga kbi or yakeen b hogaya k Allah ne duasunlimatlab maaf kardiya bt ab mai 28yr ka hoon ek hindu larki se baat hui beech mai to usn shaadi ko kaha bt mai ne mana kardiya ek din usn muje sabkuch bataya ro rokar uska past sini tha tb mai n kaha toba karo Allah se wo maaf kardega or kuch aayat or hadees sunain usko to usko yakeen hua mai ne usko kalma padadiya or ab wo sare kaam Islamic karti hai.maine ki logo se pata kiya ki kafir ki larki se se shadi krne k liye usk baapki ijazat leni zaroori to ni hai sabn kaha ni kafir ko musalman banana ka bahut sawab hai to mai ne khushi khushi larki se mutah kar liya bt aapki site par pada k kafir virgin larki se shadi k liye osk wali ki ijazat zaroori hai bina ijazat k bina nikah valid ni hai.ham secret mutah mai hain larki parents k sath he rehti ha .ab maikiya Karun koi b aadmi apni aolad ko ijazat ni dega mazhab badaln ki.mai ne larki se kaha k papa se ijazat lelo to wokhri hai k muje jaanse maardenge or muje b khatra hai.plz muje suggest kariye mai kiya karoon.reply soon  
Answer wssalam o alykum, ager larki ka baap kisi bhi musalmaan se apni beti ki shadi karne per razi nahi hai to mutha sahi hai or is ke baap ki ijazat zarori nahi hai.(Ref : received from email , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.