Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kia namaz main haath bandnay walay ki namaz ho jaye gi 
Answer Ager haath baandna is ALLAH TAALA ke hozoor adab ki niyat se ho to ehtiyaat wajib ki bina per is ki namaaz batil hai, or ager is niyat se ho ke ye ALLAH TAALA ka hokum hai to hath ka band na haraam hai, or ager Is ke ilawa kisi or waja se ho masalan taqye, majbori, bhoolne, khujane wagera ki waja se ho to is se namaaz main koi farq nahi pharta.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1117 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.