Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Sallam O Alikum sir mai ny sawal pochna hai k koch log hum ko baddua daty hain or koi Quran pak ke ayat hai wo party hain k hamari inn sy jaan choot jaye hala k hum apny ghar hain wo apny ghar hai wo hum sy jealous hoty hain bht he zyada Allah tala ka dia howa sab koch hai unn k pass b , par phr b baddua or hasat karty hain inn sy bachny k liye hamy koch bta dain or wo baddua b bht daty han kia unn ke baddua sy koi asar hoga plzzzzzzzzzzzz plzzzzzzzzzzzz hamary liyee dua kar dia karna plzzzzzz 
Answer wssalam o alykum, namaaz e shab se farig ho kar, fajar se pehle ager sura e al-qasas aayat 35 ki (7) martaba us ke ghar ki taraf rukh kar ke pharain to INSHALLAH ALLAH TAALA ap ko uske sharr se mehfooz rakhega.(Ref : tajalliyaat e Quraan , pg #92 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.