Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Namaz 
Question Asslam walekum... mera swaal ye hai ke 4 rikat farz namaz ke akhiri do rikat me kewal surah fateh padhna hota hai. agar koi surah fateh ke saath aur koi dusra surah bhi lga de to kya namaz ho jayegi. 
Answer wssalam o alykum, namazi ko iktiyaar hai ke wo namaaz ki 3rd or 4th rakat main al-hamd phare ya tasbehaat e al-arbaaah or tasbihaat ka pharna al-hamd ke pharne se behtar hai. or sura e fateha ke sath koi or sura ya dua pharne main koi harj nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 992 , 1122 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.