Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name masla 
Question MAIN ROZE KI HALAT ME APNI MEHBOOBA SE BATO BAAT PAR KUCH GLAT JAGHO PAR HAATH PHERNE KI WAJHA SE MAIN NAPAK HOGYA ... KYA MERA ROZA TUT GYA?? AUR ROZA TUTA TO KYA HUM PAR KAFFARA BHI WAJIB HUA??  
Answer ager haath pharna mani nikaalne ke iraade se ho or is ki mani nikal jaae to is ka roza batil hai or is per is roze ki qaza or kuffara wajib or ehtiyaat e lazim ki bina per is din roze ko batil karne wali cheezoo se bhi perhaiz kare, or ager mani nikaalne ke irade se na ho or itifaqan mani nikaljaae to roza sahi hai. Lekin agr apko is bat ka ilm nahi tha or in masaaail ko seekhne men apne kotahi b nahi ki to to is surat men apka roza b batil nahi hia.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1630 , 1575 , 1576 , 1562). shoar aur biwi k ilawa kise aur tariqe se jinse lazzat hasil karna kerna gunah e kabira hay . .(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.