Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatuallah sistani , shia 
Question A.O.A 1-Is waxing is allowed in Islam for men i mean can he wax his chest legs etc. 2-And i want to know please answer this question and if u can add a reference then it will be more suitable ' MAsOOMEIN (AS) do have ilm e gaib" i was debating with one of my fellow and he argues a lot that they just have extra knowledge but not ilm e gaib which is the quality only Allah have itself. waiting for you reply thanks  
Answer wssalam o alykum, ALLAH TAALA AALIM UL GEEB HAI is se muraad ye hai ke wo cheezain jo kuch maklook (agerche kuch jaanti hai jese Ap (s.a.w) ki khabar dene se pehle hamare liye jannat o dozak, pul e siraat wagera geeb the agerche Un(s.a.w) ke nazdee maloom the) nahi jaante or un ke liye geeb hai ALLAH TAALA un ko bhi jaanta hai jese un ko jin ko maklook jaanti hai, pas ALLAH TAALA ke nazdeek koi sheh geeb nahi hai balke ALLAH TAALA her she ka AAlim hai jesa ke sura e maaeda ki aayat no 97 main fermata hai Allah her sheh ko jaanne wala hai, Or jahan tak ye baat hai ke ALLAH TAALA ke ilaw kisi or ko geeb ka ilim hai ke nahi? To ALLAH TAALA kud Quraan e Majeed main farmaata hai ke Maklook main se bhi baaz ke paas geeb ka ilm hai jesa ke Quraan e Majeed ki sura e jin ki aayat no 36 se 37 main farmaaya hai ke wo apna geeb kisi ko nahi batata siwaae un loog (jin main se baaz rasool hain) ke jis se razi hon. Or yaqini daleloo se ye sabit kiya ja chukka hai ke is aayat ke misdaaq jesa ke Rasool(s.a.w) hain is hi terhan Ali(a.s) or in ki olaad main se hone wale 11 aimma(a.s) bhi hain.(Ref : rasikoon fil ilm, muhaazraat # syed kamala haidri , fasal # 10 , pg # 336 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.