Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name yes 
Question kishmish ki zakaat hoti hay ? ya kishmish ka fittra nikala jata hay ? 
Answer Kishmish par zakat wajib hai laikin os waqt wajib hoti hai jab wo takreeban 847 kilo ho. Albetta is k mazeed ahkam hain. Is k alawa fitra bhi zakat ki aik qism hai jo eid ul fitr ki rat ko niklta hai jis mai 3 kilo un ghiza mai sai jo alaqay mai istemal hoti hon maslan ghundum, kishmish , chawal wagira mustahiq shakhs ko dia jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1829, 1952)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.