Answer |
Nafla namazain alag mustahab hai in ka jamat namaz sai koi talluq nahi hota hai, is lie chahay imam e jamat nai nafal namazain na parhi hon jamat namaz parha sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1434)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |