Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name zakat 
Question zakat kin kin cheezo per adda krni lazim hai? Aur ager wo proper jo istemal mei naa ho un per zakat adda kerna lazmi hai ya nahi ager hai to kitni adda krni ho gi? Shukriya 
Answer Zakat 10 cheezon per wajib hai. 1) Gehoon 2) Jao 3) Khajoor 4) Kishmish 5) sona 6) Chandi 7) Onth 8) Gaaye 9) Bherr or Bakri 10) Ehtiayat-e-lazim ki bina per Maal-e-Tijarat. Zakat in 10 chizon per us waqt wajib hoti hai jab ye cheezon kisi khas miqdaar tak puhnch jaen (us khas miqdaar ko nisaab kehte hen) or in 10 hi cheezon k nisaab mukhtalif hen. Or us waqt wajib hoti hai jab wo maal insaan ki apni mikiyat ho or wo insan khud kisi ka ghulam na ho blke azad ho or wo cheezen 11 month tak us k paas parhi hui hon bagher istamal k. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33st edition, maslah #1820-1821)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.