Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question mera naam aamna hai, mery parents meri shadi k bary main nhe soch rahy rista ata hai tu doun larny lag jaty hain jawab b ne dyty unhain... na khud sy try kar rahy hain rista dhouny ka jou rista ata hai mana kar dyty hain ya jawab hi nhe dyty .....  
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.