Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar kisi ankh dair se khuly k rozy ka waqt nikal gaya o...or att paira roza rakhny ki istat na ho to kafara kia e???? 
Answer Agar raat ko roze ki niyat nahi ki thi or aap zuhr se pehle pehle uth gaye thay, or uth`te waqt roze ki niyat karlen to apka roza sahi hai, or agar namaz-e-zuhr k baad uthen hen zaroori hai k ehtiyaat kerte hue qurbat e mutlaq ki niyat se baqi din apne aap ko roze men rakhe or us din k roze ki qaza bhi kare, lekin agar aap ki niyat thi roza rakhne ki or agr aap subah sehri k liye nahi uth paye to koi masla nahi q k sehri kerna wajib nahi ap din k kisi bhi hisse men bedar ho nap ka roza sahi hai lekin agr apne sehri pr na uthne ki waja se roza khtm krdiya or waqai men ap k andr ist`taa`t nhi thi k roze ko jari rakh saken or ap k liye mushkil or zarar ka ba`ais bhi tha to phir is soorat men faqat is roze ki qaza wajib hai ap pr koi kffara nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33rd edition,msal#1535_1659) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.