Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name islam 
Question quranpak ki akri ayat kis moqay per nazil hoi 
Answer kuffaar o mushrekeen or khusosan yahodi AP(s.a.w.w) ke jani dushman the hi or AP (s.a.w.w) ko mukhtalif treen se aziyatain pohchane ki koshish karte rehte the, or in tareqoo main se ik jadoo hai garche AP(s.a.w)per is ka asar nahi hota tha lekin phir bhi ALLAH TAALA ne un ki makkariyoon se mehfooz rakhne or AP(s.a.w) ki tashaffi ke liye sura e falaq o sura e naas nazil farmaae.(Ref : al-Quraan e al-Hakeem , tarjuma # molana farmaan ali) , (Ref : taseer e jawaame ul jaame , jild # 3 , pg # 881 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.