Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name talaaq 
Question Mein apne shohar se talaq lena chahti hu mein unke sath khush nh hu. Jab us se shadi howe thi us waqat majbor thi . Na haa kar sakti thi na na ha magar mein ne apne shohar se phely kaha tha k mein shadi nh karoungi ap apne abu ko btao magar wo b apne abu se inkar nh kar saka pher shadi hogi humari kya mein apni raza khushi se talaq le sakti hu 2sire shadi k leye kya islam ijazat deta hn  
Answer Ager ap or apke shohar ke dermiyaan ese taaluqaat ya koi or cheez hoi hai jo ap or ap ke shohar ke husband o wife hone per dalalat karti hai jese humbistari o jinsi lazzat to ap ko talaaq dene ya na dene ka haq ap ke shohar ke pas hai chahe wo ap ko talaaq de ya na de, or ager ese taalluqaat nahi howe or na hi ap nikha ke liye razi thi to ap or ap ke shohar islami lihaaz se husband o wife hi nahi hai to talaaq ki koi zarorat nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2503).Update on dated 08-01-2016.(Khuda apko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.