Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayatullah Seestani r.a 
Question Qibla Aaj se taqreeban 800 saal pehle Hamare jadd ne Maslak e Jafari ikhtiyaar kiya aur asna ashari ho gaye to kya is aitybar se apny naam ke sath Jafari lagana Sahi hoga? 
Answer Jafferi k 2 matlab hain, 1 Imaam Jaffar sadiq (a.s) ki fiqh ke pero karoo ko jaffry kehte hain 2 her wo fard jo Imaam Jaffar o Sadiq (a.s)ki ulaad main se ho us ko jaffry khaha jata hai.(Ref ; superman in islaam , pg # 29). Note ager ap un ki ulaad main se hain to ap apne ap ko dono mana main jaffry keh sakte hain, or ager ulaad main se nahi hain to pehle mana main jaffry keh sakte hain.( ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.