Answer |
Agar aap per koi wajib roze ki qaza hai to jab tak aap us roze ki qaza nahi kerte tab tak to ap mustahab roza nahi rakh sakte albatta agar aap k zimmay wajib namazo ki qaza hoto is se koe faraq nahi parhta aap mustahab namazen parh sakte hen or namaze e shab bhi mustahab namazon men se hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaj-ul-saliheen,msla#513). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |