Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name islam 
Question assalamualaikim mera sawaal yeh hai ke kya apni sharamja se urine ke alawa jo cheez ati hai agar wo jism pe lag gaye or usse dho dia gaye to kya usske baad insaan napaak hota hai ya usse gusl karne ki zarorat hai wo namaz or quran padsakta ha 
Answer Wo ratoobat(liquid qatre) jo khabi kabar shehwat ubhrnay par mard ki sharamgah se kharij hoti hai use Mazi kehtay hain aur wo paak hai(matlb ap namaz parh sakte hen). Aur wazoo ko bhi batil nahi karti. aur wo ratoobat jo kabhi kabhi mani k baad kharij hote hai jise Wazi kaha jaata hai.ya Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay Wadi kehtay hain agar is se peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is se ghusl wajib nahi hota hai. (Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, Edition # 31th, Maslah # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.