Answer |
Aap ka aitekaaf batil hay.Namaz or is jesi dusri ebadaten jinhen wazu, ghusl ya tyamum k sath ada krna zaruri hai agr ap is niyat se anjam den k sahi amal anjam de rahi hen, jaiz nhi hai , lekin wo ibaden jin k liye wazu, ghusl ya tyamum krna zaruri nhi hai un k anjam dene men koi harj nhi hai.Albatta jb ap pak hojaen to in rozon ki qaza wajib hai lekin namaz jo qaza hogai in dinon men unki qza wajib nhi hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #448-459). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |