Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name I dnt understand it sory  
Question assalamulaiqum ,sir mera sawal yeh hai k rozy ki halat ma agr koi kisi ko gali dy de tou kia roza tot jata hai ya makro hojata hai ,?? 
Answer Gee nahi, roza batil nahi hota or laikin ahdees main gali dainay ko mana kia gaya khaas taur per halat e roza main. Albatta chonkeh roza sirf is cheez ka naam nahi hia k insan subah se leker sham tak bookha or piyasa rahay, balkeh quran men hai k roza is liye wajib kai gaya takeh muttaqi ban jaen, or mutaqi afraad ki alamt hi yahi hai k wo khuda se darte hue wajibaat ko anjaam dete or gunahon se bachte hen, is hawale se roza nah sirf pet ka hai balkeh insan k jism k her hisse(aankh,kaan,zehn,zaban) ka bhi roza hota hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1553-1629+ ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen1,part#, maslah #1013) .(Quran Majeed, Surah Baqrah, Ayat#83). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.