Question |
asalamualaikum..
mera name umair h..meri prob ye h k m aek lrki ko pasand krta hoon or wo b mujhe..usne rishta lane k liye kaha mene ghr m btaya sb maan gaye rishte k liye or uska pura khandan raazi taw yahan tk k maa b raazi..lekn masla ye h k uska baap razi nhe..please iska koi hal ya wazeefa btayein.. |