Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanfi 
Question kaisay pta chalay g k ehtilam hua ya nai agr kpron pr dagh na laga ho ? ya phr kpron ka material esa ho js pr mani k nishanat na lga hon ? agr ek ya do qtrey b kpron ko lg jaen tb bhe ghusl or kpray paak krna zaruri ha? 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. wo liquid jo sehwat k sath niklay,uchal kr niklay aur us k nikalnay k baad badan sust ho jae tou wo mani ka hokum rkhti hai,wo najis bhi hai aur us k nikalnay par gusal krna wajib hai laikin agr sari ki sari nishania ya in mai sy kuch mojood na hoon tou wo mani nahi hai.mani chahay neend ki halat mai niklay chahy jagtay hue,chahay kam ho ya ziada ho,wo najis bhi hai aur gusal bhi wajib hoga. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #70,80,343,345). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note: Ehtilaam k honay ka yaqeen ho tu ghusl wajib hay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.