Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question ek saal me kitne din roza rakna hram hen 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Eid-ul-fitr(1st shawwal) aur Eid-ul-azha(10th zilhaj) ko roza rakhna haram hai. Jis din k baray mai insan ko ye ilm na ho k akhri tareekh hai ya ramzan ki prhli tareekh hai tou agr wo us din pehli ramzan ki neyat sy roza rakhay tou haram hai. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1708). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.