Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question mera sawaal ye hai k larki pe parda kab wajib hota hai?aur agar koi 5saal ki bachi ki sharamgha ko dekhay koi namehraam to os bachi ko gunaah milayga?ya osko chuaye? 
Answer 1)Jab qamari saal (Islamic calendar) k mutabiq 9 saal mukammal hojain tu larki per perdah or is ki ilawah digar tamaam wajibaat bhi lazim hojatay hain. (http://www.sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=68 ) 2)Ghair mumaiyaz per perday k ehkam nahi hain. Or baghair lazzat k in ki sharam gaah per nazar kerna or onko chuna jaiz hay. (Ref :Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #23). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.