Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question I Love Islam ·!!! اسلام و علیکم و رحمتہ اللہ آج کا بہت اہم سوال اگر کسی شخص کی عید کی نماز کی ایک رکات چهوٹ جاےء تو وہ اپنی نماز پوری کیسے کرے گا..... قرآن و حدیث کی روشنی میں اور مستند دلیل کے ساتهہ بتایئں  
Answer Agar koi Shaks Namaz-e-Eid me is waqt ponche jab Imam 1st Rakat k rukuh me ho wo niyat kar k aur Namaz ki pehle Takhbeer keh kar ruku me Chalay jain or imam k sath 2nd rakat perh ker namaz khatam karain. Aur imam 2st Rakat k rukuh me ho wo niyat karay aur Namaz ki pehle Takhbeer keh kar ruku me Chala jay or 2 sajday imam k sath baja lay or 2nd rakat k liay kharha ho jay or dusri Rakaat me Surah Hamd aur koi Surah parhne k Baad 4 Takhbeer kahe aur har 2 takhbeer ke darmyan Qunoot parhe aur 4 takhbeer ke bad 1 aur takhbeer parh kar rukuh me chala jae aur 2 Sajde,Tashahud aur Salaam parh kar Namaz Khatam karain(Ref:Tauzeeh-e-ul-masayl Ayatullah Sistani db 31st Edition Page#233 Masla#1500) (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa Farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.