Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mujh se mere dost aksar sawal pohte hain or me jawab tasdik kiye bina nahi deta or me tasdik bhe mangta hun kia yeh sahi hay??? or 2nd sawal yeh hay k mere 1 dost ne pocha jo k quran me darhi rakhne ka zikar kaha kiya gya hay kon se sipare me zikar hua hay or isko na rakhna gunah hay kia???? is ka zara tafseel se javab de deian Shukriya... 
Answer 1)Har bat ki tasdeeq karni chahea aur bagir ilm k bat karna azeem ghunahoo me se he (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. masla # 30) 2)Darhi moondna ethiat ki bina per jaiz nahi hay.(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2042 , Mujtahid se pouchey gay sawalat part #3 , ques #154 , pg # 71)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.