Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Q.safar shru karte waqt zuhr ka time hogia Magar namaz parhi 40 meel k baad .kia quasar hogi. Q.wapsi pe taste me is a ka time hogia Magar namaz that pohanch. K ada parhi tu quasar hog I? 
Answer Agar koe musafir apne rehash gha se 44 kilometer ya is se ziyada safar kare to is ki namaz zahor , asar aur aisha qasar (2 rakat ) perhe jaay ghi . musaferat ka aghaz aksar aokaat shear(city) k aakhiri gharo se kiya jaay gha. ( albata bare (big) shero ka hokum is se muktalif hai jaha aik mahalle se dosere mahalle ki taraf muntakil hona safar shumaar hota hai. (Ref : Jadeed faqhi masail , ques # 71 , pg # 70, eidition 5) Jis musafir ne abhi namaz na perhe ho agar wo namaz ka waqt khatam hone phele apne watan pouch jaay ya aise jagha pouche jaha 10 din rehna chata ho to zarori hai k puri namaz perhe aur jo shaks musafir na ho agar is ne namaz k awal waqt me namaz na perhe ho aur safar ikhtiyar kare to zarori hai k safar me namaz qasar kar k perhe . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1353 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.