Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agr kapru ko billi chu jaye to kiya ham un kapru me namaz ada kr sakty hy??? 
Answer Billi per agar alag se koi nijasat na lgi hoi ho to wo khud pak hai lehaza us k chone se koe cheeze najis nahe hote. Haram gosht janwer maslan billi k moo ya naak ka pani ya koe dosere ratubat namaz perhne wAle k badan ya libaas per lagi ho, agar wo tar (gheeli) ho to namaz batil laikin agar khush ho aur is ka aain juz zaail ho ghaya ho to namaz sahe hai(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 80,119,813)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.