Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question sir mera ye sawal hai k me jas rozgar p lagta hu wo kch hai manthe me chor data hu es ki koi waja 
Answer 1)Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) 2)Agar surah kahf qarz ada karnay k iraday say parhain to inshAllah qarz ada ho jae ga. Ya maqrooz adami har namaz k baad ba-qa,edgi say surah muzammil ki tilawat karay to qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.