Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name nikah 
Question Assalam_Ualaikum Mai janna chahta hu ki Agr mai apne dosto ka nikah krwana chahta hu nina walid walidain ke to kya ye jayj hai Aur hai to Ye kaise hoga aur kya Kya padha jata hai plz btaye 
Answer 1) Nikah chahay daimi ho ya ghair daimi (mutah) is main seeghah (nikah k bool) perhna zarori hay. Aurat aur mard ka faqat razi hona kafi nhi hai. Aur gawahoo ka hona zaroori nhi hai is k alawa mehar ko tay krna zaroori hai. 1)Nikah chahay daimi ho ya ghair daimi(yani muta) is main seeghah (nikah k bool) perhna zarori hay.aurat or merd ka faqat raazi hona kafi nahi, or isi terah (nikah naama) likhna ehtiyaat e wajib ki bina per kaafi nahi hay. Aqd e nikah ki khuch shara,it hain jin me se khuch ye hain k:- 1)Ehtiyaat e wajib he nikah ka seeghah sahih arabi me parha jaay,or agar khud merd or aurat sighah arabi main nah perh saktay hon tu arbi k Alawa kisi dosri zaban main perh saktay hain or kisi ko vakil banana laazimi nahi hay. 2) sigha parhne wala aqal-mand ho or agar apne lie perh raha ho to baligh hona bhi zurari hai . 3)Merd or aurat or uska vakil sigha parhte waqt qasd e insha(nikah ka irada ) rakhte hon. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 2328+2335) Agar merd or aurat khud ghair daimi nikah(muta) ka seegah perhna chahain to, nikah ki muddat aur meher taay karney k baad pehlay aurat kahay k (زوجتک نفسی فی المدۃ المعلومۃ علی المھر المعلوم)(Zauwajtoka nafsee fil muddatil ma 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.