Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question ramzanul mubarak mein main apne wife k sath hansi mazaq ker rha thay thori dair bad meri mani nkal gya halanki jimaa nhe kia tha lakin mani uchal k nikala hai meri iski kia kafara hai? 
Answer 1) Rozay ki halat main mani nikalnay k qasad k bagair insaan ka apni biwi ka bosa lena ya koi shawat angais kaam karna makrooh he. 2) Agar rozay dar mani nikalnay k iraday k bagair misaal k taur per apni biwi se cheerh chaar ya hansi mazaq karay aur ose itminaan ho k mani kharij nahi ho gi to agarchah mani kharij ho jay is ka roza sahi he.albatta agar ose etminaan na ho k biwi se chherh char krunga to is surat me jab mani kharij ho gi to is ka roza batil ho jay ga.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1629,-1576) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.