Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayat Ullah Ali Sistani 
Question Kia koi amal karnay say pahaly e.g roza,gusal, wazu,sadqa karnay say pahalay pori neyat parna zaroori hai e.g gusal karta hon qurbat an ilallah. ya dil main irada kar laina kafi hai 
Answer zarori hai k namaz, roza, wazu, ghusal qurbat ki niyat se perhe aur niyat ko dil se ghuzaarna ya zabaan se khena zarori nahe. balke namaz aur roza k irada karna kafi hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 930,1531,319,357 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.