Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question salam.... tarbiyat e aolad k liey kn kn c cheaz zarori hay aur tarbiyat e aolad quen zarori hay 
Answer Aulaad ki terbiayt 2 saal tak maan or baap dono ki zimme hay or 2 saal k baad terbiyat ki zimme daari baap k zimme hay.is terbiyat main islami masael or har wo cheez jis se bacahe ki zindagi ka ta’al’luq hay shamil hay. Islam ne aulad ki terbiyat ki zimme daari waaldain per lagae hay or isi terah tamam momineen o mominaat per ye zimme dari lagae hay k wo cahnd sharto k sath aik doosre ko ache kaamo ka hokum dain or buray kaamo se rokain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), http://www.sistani.org/arabic/qa/0380/+ (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2008-9). Update on dated 04-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.