Question |
Assalamo Alikum, Mera sawal ye hai ke mai apni wife ke sath zada der tak zama nahi kar sakta meri mani turant bahar aajati hai, aur kamar me bhi dard hota hai meharbani kar ke aap koi Medicine Bataen jisse mai apni wife ke sath zada der tak zama kar sakun. Aur kya mazi jo hota hai wo napak hota hai agar sirf mazi kapde me lag jae to us kapde ko hi pahan kar namaz pad sakte hai. |