Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Quran Ki Qasam 
Question mein ne ek 2 cheezon ki chori ki apne chacha k ghar se . mein ne socha kay mjhe chand cheezon ki zarorat thi apne prhai kayu liye kay prhai khatam hone kay bad paise ane par unko wapis krdon kisi tareeqay say magar unko shak hogaya bad mein kay mein ne chori ki hai tau mein ne mana krdia or is per mere walid ne mjhe apne or meri maa ki qasam kay sath quran ki qasam khilaye or mjhe khane pre inke izzat kay khatir mera ko igalat irada nahi tha kay chori kar kay khajaon mein unko bad mein lotana chata hun tau mera irada nahi tha qasam ka . mein kya kron tauba kr rha hun or koi khafara hai. bht pareshan hun iska koi hal quran or hadees ki roshni mein btayein?  
Answer Jhooti qasam khai hai to ye ek haram amal hai , or iska kaffara istighfaar hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.