Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatollah Sistani 
Question Aoa, Im am 22 years old Sunni but i love a Syed Shia Girl. is it possible the marriage of a syed girl out of sadat? Its answer will be ur kindness. 
Answer Muslmaan muslman sy shadi krsakta hai chahay lrka shia ho aur lrki sunni ho ya lrka sunni ho aur larki shia ho is sy koi faraq nahi parta. Al-batta baaz afraad jo ehlabait a.s sy dushmani rakhtay (Jese nasbi) hain aur apnay aap ko muslmaan smjhtay hain,wo kafir hain aur un sy shadi nahi ho sakti. Lekin agr shia larke ya larki ko is bat ka darr ho k agr wo sunni se shadi krenge to apne deen se bhatak jaenge to is surat men unka sunni mazhab wale se shadi krnma jaiz nahi hoga. (Ref: Ayatullah_Sistani(d.b) Minhaj_ul_Saliheen, Part#3, Masla#215) (Khuda apki tofeeqat men izafa frmaye)syed ka nikah gair syed sy hosakta hai,chahay lrki syed ho chahay lrka syed ho,is sy koi faraq nahi parta.(Ref : Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #3,masla #221)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.