Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalamu alaikum. Meri walida ka inteqal hogaya. Aur unka mall yani zewar ki takhseem kis tarha ki jani chahiay. jo k sab ko acha lagay aur islam k mutabiq rahe. 
Answer Agar aap ki wailda k inteqal k baad aap k walid zinda hon or walida k waaldain nah hoon tu aap ki walida k pore maal ka (chotha ¼) hissa aap k walid ko or baqi maal ko aulad men is tarah taqseem kiya jaey ga k har bête ko beti se dugna(double) hissa mile hoga, or agr aap k walid bhi zinda nahi hen to aap ki walida ka sara maal is tarah taqseem hoga k aulad men se har bhai apni behn se dugna(double) hissa paey ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691). Update on dated 04-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.